Here's the best collection of Juan Elia Poetry. Nowadays a huge WhatsApp, Facebook, Instagram, and other Social Media users in Pakistan search for Juan Elia poetry for his/her Facebook, WhatsApp, Instagram, and other Social Media status so we collect the best collection of Juan Elia poetry for you. This is the best and a most popular collection of Juan Elia poetry on the internet we already published the collection of best sad poetry in Urdu but in this collection, we collect the best of the best and most popular collection of Juan Elia poetry. You guys give lots of love on our previous collections so we collect this just only for you all, we hope you liked our this collection of Juan Elia Shayari.
NOTE: If you want to copy Urdu written part of Status then long press and download the image.
25 Best Jaun Elia Poetry for WhatsApp Status | Urdu Poetry
Tere aney say, kuch zara pehlayBaat tujh say hi kar raha tha mein
Khuwaab mehengay bohut pary ham koGham ki maqrooz ho gayi ankheen
Koi mujh tak pohonch nahi pataItna asaan hai pata mera
Dekh rahe ho tarapta mujhy...???Kitni himmat aagayi hai tum mein

Shooq ki raah per agar chaliyeChaar janib say be-khabar chaliye

Khud ko daanton ga saari baaton payJanay kis baat per khafa ho tum

Mujhy mehsoos hota hai ki mujh sayYaqeenan eik jasarat ho gayi hai
Tumhein koi shikayat to na hogi?
Muhjy tum say muhubat ho gayi hai
Halaat-e-Wasil mein bhi ham dononLamha lamha judayee karty hain
Wo eik shaghaz jo kam kam muyassar hai ham koAarzo hai kisi rooz wo sara mil jaye
Us se kehna mulaqaat adhuri thi wo
Us se kehna kabhi aakar dobara mil jaye
Ab teri aarzo kahan mujh koMein teri baat bhi nahi karta
Yun kijiye ki zeher dijiyeMuhubat to ap say di nahi jati
Gunaahgaar hon gunaahgaron say hai waasta meraParheezgaron say mein aksar perheez karta hon
Hamari zindagi koi guzaar deHamari bas ki baat ab rahi nahi
Umer tarteeb say nahi guzriTheek milny ke waqat bichray ham
Ye mera faraz banta hai mein us ke haath duhlawoonSuna hai us ne meri zaat per kichar uchala hai
Raas tanhayi bhi nahi aatiOur har shaghaz say bezaar bhi hon
Khud kalami mein kitni wehshat haiKoi dushman ho rubaru jaisay
Wo kehta hai mujhy bhool jawoMein ne koshis nahi ki hogi kiya
Tum ne rothnay mein jaldi kiBichar to wesy bhi jana tha
Ahbaab hargiz na thookty ham koHam agar hisb-e-zayiqa hoty
Mein agar keh bhi dun chaly jawoTum mera aitibaar mat karna
Deewana hai tumhara koi ghair nahi haiRotha hai to seenay say laga kyun nahi latay
Haaye sadqay... isay kahan rakkhonUs ne beji hai oqaat tohfay mein
Nazar andaaz karty ho shiddat sayTum mujhy maar kiyun nahi detay
Conclusion
We hope you also like this collection of best Juan Elia poetry if you can't check our previous collection of best sad poetry in Urdu don't forget to check out we know you like that also and don't forget to show some love for us and share this because it gives us lots of motivation to collect more awesome and amazing poetry in Urdu.